thought space
provided by khalid shuja
Home | Islam | Thoughts | Poetry | Ash'aar | Links | Feedback

News

On Islam

Thoughts

Poetry

Ash'aar

Links

Feedback

tanhaai
- Faiz Ahmed 'Faiz'
phir koi aaya dil-e-zaar! naheen koi naheen
raah-rau hoga, kaheen aur chalaa jaayega
dhal chukee raat, bikharne laga taaron ka ghubaar
larkharaane lage aivaanon men khvaabeeda charaagh
so gayee raasta tak-tak ke har ik raahguzar
ajnabi khaak ne dhundlaa diye qadmon ke suraagh
gul karo shama'en, barhaa do me-o-meena-o-ayaagh
apne be-khvaab kivaaron ko maqaffal kar lo
ab yahaan koi naheen, koi naheen aayega

Other Gems by Faiz Ahmed 'Faiz':
roshniyon ke shehar
heart attack
yahan se shehar ko dekho
tanhaai
lahoo ka suragh
mujh se pehli si muhobbat
khatm hui baarish-e-sang
farsh-e-naummeedi-e-deedaar
yaad ki rahguzar
gulshan-e-yaad men
na ganvaao navak-e-neem shab
Some Other Couplets

Back to Top | Home | Islam | Thoughts | Poetry | Ash'aar | Links | Feedback

© 1998-1999 Khalid Shuja. All rights reserved.
Last modified : June 20, 1999.
Hosted by www.Geocities.ws

1