thought space
provided by khalid shuja
Home | Islam | Thoughts | Poetry | Ash'aar | Links | Feedback

News

On Islam

Thoughts

Poetry

Ash'aar

Links

Feedback

khatm hui baarish-e-sang
- Faiz Ahmed 'Faiz'

naagahaan aaj merey taar-e-nazar se kat kar
tukrey-tukrey huey aafaaq pe khursheed-o-qamar
ab kisee samt andheraa na ujaalaa hogaa
bujh gayee dil ki tarah raah-e-wafaa mere baad
dosto! qaafla-e-dard ka ab kyaa hogaa
ab koi aur karey parwarish-e-gulshan-e-gham
dosto khatm hui deeda-e-tar ki shabnam
tham gayaa shor-e-junoon khatm hui baarish-e-sang
khaak-e-rah aaj liye hai lab-e-dildaar ka rang
koo-e-jaanaan men khulaa mere lahoo ka parcham
dekhiye detey hain kis-kis ko sadaa merey baad
kaun hota hai hareef-e-mai mard afgan-e-ishq
hai mukarrar lab-e-saaqee pe jilaa merey baad


Other Gems by Faiz Ahmed 'Faiz':
roshniyon ke shehar
heart attack
yahan se shehar ko dekho
tanhaai
lahoo ka suragh
mujh se pehli si muhobbat
khatm hui baarish-e-sang
farsh-e-naummeedi-e-deedaar
yaad ki rahguzar
gulshan-e-yaad men
na ganvaao navak-e-neem shab
Some Other Couplets

Back to Top | Home | Islam | Thoughts | Poetry | Ash'aar | Links | Feedback

© 1998-1999 Khalid Shuja. All rights reserved.
Last modified : June 20, 1999.
Hosted by www.Geocities.ws

1